PHP OPERATORS
PHP Arithmetic Operators:
Php functions may PHP operator function be hai. Php operator sb say paly Addition operator hai jes ke alamt (+) hai.Php may ya alamt doo values ko jma krnay kaleay istamal hota hai . Php may es ky alyaa Subtraction operator hai jes ki alamt (-) hai. Php may ya alamt doo values ko manes krnay kaleay istamal hoty hai.Php may es kay baad Multiplication operator hota hai. Iss operator ke alamt (x) hoty hai fer iss kay baad Modulus operator ata hai jes ke alamt (%) istamal hoty hai.
PHP Comparison Operators:
Php operator may or be operators majod hai. Iss may sub say paly equal ka operator atta hai jes ke alamt (==) ya hoty hai. Iss kay baad doosra operator hai Jes name indentical operator hai iss ke alamt (===)hai. Php operator may iss kay baad not equal operator atta hai Jes ke alamt (!=) hai. Iss kay baad agla operator be not equal ka hai jes ke alamt (<>) hai. Iss kay baad Not indentical ka operator haijes ke alamt (!==) hai. Php may iss kay baad agla operator Greater than hai jes ke alamt (>) hai. Iss kay baad agla operator Lass than ka hai jes ke alamt (<) hai. Operator complete ho choky hai.